Wednesday 28 September 2011

Beautiful Messages For Lovely Persons

Sitaron se agey jahan aur bhi hein
Abhi Mohabbat k imthan aur bhi hein
Tum hi nehi jalatey mere dil ko
College mein Ladkiyan aur bhi hein.


Bhagwan apki umar lambi karey
Bhagwan apko Naukri de
Bhagwan apko Khush rakhe
Bhagwan apko Barkat de
Yaad ho gaya?
Chal phir Katora utha aur shooru ho ja.

Mohabbat 1 bar ho jaye us ko bholapan kehtay hain
2 bar ho jaye us ko dewaanapan kehtay hain
3 bar hoo jaye us ko pagalpan kehtay hain
agar phir bhi na rukhay to use kameenapan kehtay hai.

Lamha Lamha Waqt Guzar Jayega
Chand Lamhon Men Exam Sar Pe Ajayega
Abhi Bhi Waqt Hai Do Line Padh Lo
Warna Paas Kia Munna Bhai Karwae Ga.

Bhehar ki gali main paan ki dukan
Devdas ne dekhi Paro Ki muskan
Devdas ne khilaya paro ko paan
Khake paan Paro bolo"Shukriya Bhai Jan.

No comments:

Post a Comment