Thursday 6 October 2011

Funny Hindi Movies Dialogues

Main uske liye mar chuki hoon
woh bhi aap ke yaadon mein pal pal
mar rahan hai,to kehdo use ke un yadoon
ki cheeta bana kar jalade,us cheeta se
uthta dhua bhi aap ke pyaar ka hi hoga.


Koi pyaar kare to tumse kare
Tum jaise ho waise kare
Koi tumko badalke pyar kare
to woh pyar nahin , saudagar hai
aur saheba pyar mein sauda nahin hota right?

Umeed ke sahare jeyen ja rahen hai
tera naam labon se liye ja rahen hai
ek tum ho jo aane ka naam nahi lete
aur hum hai jo intezaar kiye jaa rahen hai.

Wada woh na karo
jo nibha na sako
pyar us se na karo jise pa na sako
pyaar kabhi pura nahin hota hai
pyaar ha pehla shabd hi adhura hota hai.

Kya karoon yaar
bhulaane ki koshish karta hoon
bhulaa hi nai paatha hoon
Aisa lagta hai ki maine apne saari
zindagi uske naam kardee hai.

No comments:

Post a Comment